People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

Uss Waqt Kya Kare
Singer: Suraiya
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Video:
us waqt kya kare koi us waqt kya kare
jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
dil ko kuch kaha kare
us waqt kya kare us waqt kya kare koi
us waqt kya kare
jab sunane mein man cahnchal ho
jab armano mein halchal ho
jab sunane mein man cahnchal ho
jab armano mein halchal ho
aankh mein koi kaha kare
us waqt kya kare us waqt kya kare koi
us waqt kya kare

chand aur taro ka mela ho
aise mein koi akela ho
aise mein koi akela ho
jab madhur chandni hansa kare
us waqt kya kare koi
us waqt kya kare
jab dil mein koi tamnna ho
jab dil mein koi tamnna ho
aur dil ko uska pta na ho
aur dil ko uska pta na ho
jee aisa waisa hua kare dil kya kare
us waqt kya kare
us waqt kya kare

jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
jab husn jawani josh nahi
masti ke adaye hosh ho
dil ko kuch kaha kare
us waqt kya kare
us waqt kya kare koi
us waqt kya kare
Jaane Waale Zara
Singer: Suraiya
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rang-Mahal/Janewale-Jara/Gl1YQzxgVGA
Video:
( jaanewaale
jaanewaale zaraa duniyaa kaa chalan dekhataa jaa ) -2
ek nazar apane binaa haal-e-chaman dekhataa jaa
jaanewaale

ye mohabbat kaa taqaazaa thaa hu_aa tu jo shahid
kyun na khush hun ke meri puri hu_i aaj ummid
jaan to hans ke liye jaan ko khone waale -2
dekh majabur khade hai tere rone waale
dete du_aa tak bhi nahi ahal-e-watan dekhataa jaa
jaanewaale

muskaraataa hu_aa kis shaan se aayaa hai tu
gayaa to wo khushi kaa ko_i laayaa hai tu
jaanisaari me teri dulhaa banaayaa hai tu
mujhako rulaa gayaa jo khun me nahaayaa hai tu
dete hai ham tujhe ragin qafan dekhataa jaa
jaanewaale -2
Bachpan Tu Mera Daman
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Video:
bachapan tu mera daman
daman chhod jara daman chhod jara
ja leja apne khel khilaune ja
bachpan tu mera daman
daman chhod jara daman chhod jara
ganga ki kanghi se ab mein uljhe baal sanwaru
aasman se tod ke tare
aasman se tod ke tare
mang main apni sajaaugi
mang main apni sajaaugi
khelungi koi khel nirala
khelungi koi khel nirala
ja leja apne khel khilaune ja
bachpan tu mera daman
daman chhod jara daman chhod jara

bijali si chanchlta lekar naino mein bhar lungi
phulo se muskan chhin kar hontho mein bhar lungi
le lungi koyal se le lungi koyal se madhur kala
ja leja apne khel khilaune ja
bachpan tu mera daman
daman chhod jara daman chhod jara
phulo ke ras ke lal mein bhanwra ban jaunga
ho inki sun kar madhur dhun main basant ban jaunga
main phul ban tu bhanwara ban kar aa
khelungi koi khel nirala
ja leja apne khel khilaune ja
bachpan tu mera daman
daman chhod jara daman chhod jara
Rootho Na Tum
Music: K. Dutta
Lyricist: Shiv Kumar
Tag: Hindi
Video:
rutho na tum bahar me, rutho na tum bahar me
mausam ae khush gawar me, mausam ae khush gawar me
jao ji dil chura liya, jao ji dil chura liya
tumne to pyar pyar me, tumne to pyar pyar me

uthti hui jawaniya, uthti hui jawaniya
kahti hai kuch kahaniya, dil nahi preet ki aag me
mausam ae khush gawar me

udhed bun ka maza paya dil lagane me
gujar saku to hai din rat tane bane me
ye khus nasib jo jode wo kamyab hue
ulajh ulajh ke tumhari najar churane me
hum rahe intzar me mausam khush gawar me

chhodo ye dore tut na jaye hamare
isse bandhungi tumhe pyar me pyare
mai jab tumhe karungi mai payar ki yadgar me
mausam ae khush gawar me, rutho na tum bahar me
mausam ae khush gawar me, jao ji dil chura liya
tumne to pyar pyar me

rutho na tum bahar me, mausam ae khush gawar me
jao ji dil chura liya, tumne to pyar pyar me
Dil Du Ke Na Du
Singer: Noor Jahan
Music: K. Dutta
Lyricist: Zia Sarhadi
Album: Nadaan(1943)
Tag: Hindi
Video:
dil du ki naa du, dil du ki na du
dil du ki na du
baato pe kua inke bharosha
dil du ki na du, dil du ki na du
baato pe kua inke bharosha
wada to wo karte hain, vafa mujhse karenge
wada to wo karte hain, vafa mujhse karenge
jholi meri ummid ke phulo se bharenge ae
jholi meri ummid ke phulo se bharenge ae
ae ae ae ae
dil du ki na du, dil du ki na du
baato pe kua inke bharosha

mumkin hain mumkin hain ki
dil lete hi fauran wo badal jaaye
mumkin hain mumkin hain ki
dil lete hi fauran wo badal jaaye
barsaat ke mausam me, mujhe dur na karna
barsaat ke mausam me, mujhe dur na karna
kahte hain bura hota hain, har shak ka natija
kahte hain bura hota hain, har shak ka natija
aa aa aa aa
dil du ki na du, dil du ki na du
baato pe kua inke bharosha
wada to wo karte hain, vafa mujhse karenge
wada to wo karte hain, vafa mujhse karenge
jholi meri ummid ke phulo se bharenge ae
dil du ki na du
Ab Toh Nahi Duniya Mein
Singer: Noor Jahan
Music: K. Dutta
Lyricist: Zia Sarhadi
Album: Nadaan(1943)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Nadan/Ab-To-Nahin-Duniya-Mein/QiICayddR0E
Video:
ab to nahi dunya me kahi
apna thikana, dushman hain jamana
dushman hain jamana
ab to nahi duniya me kahin
apna thikana, dushman hain jamana
dushman hain jamana

ab kisse kahe kaun sune
apna fasana, dushman hain jamana
ab kisse kahe kaun sune
apna fasana, dushman hain jamana

mana ke ham ek tarah se lachar huye hain
mana ke ham ek tarah se laachar huye hain
sab kaam hamare liye dushvar huye hain
sab kaam hamare liye dushvar huye hain
lekin kabhi kadmo se dare hain na darenge
lekin kabhi kadmo se dare hain na darenge
sab kah ke rahenge gam jayenge takdir ke
tiro ka nishana, dushman hain jamana
ab to nahi duniya me kahin
apna thikana, dushman hain jamana
dushman hain jamana

aaye gaye jab isime to royenge hasenge
aaye gaye jab isime to royenge hasenge
is pal ko jiyenge
soyi huyi takdeer ko aata hai jagana
dushman hain jamana
ab to nahi duniya me kahin
apna thikana, dushman hain jamana
dushman hain jamana
ab to nahi duniya me kahin
apna thikana, dushman hain jamana
dushman hain jamana
Raushani Apani Umangon
Singer: Noor Jahan
Music: K. Dutta
Lyricist: Zia Sarhadi
Album: Nadaan(1943)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/album/hindi/Nadan-1943/udZTcVgw-JY_
Video:
raushani apni umango ki lutaa kar chal diye
raushani apni umango ki lutaa kar chal diye
apni qismat ke diye hum khud bujhaa kar chal diye
apni qismat ke diye hum khud bujhaa kar chal diye
raushani apni umango ki lutaa kar chal diye

jinse milne ki duaa karte rahe hum umr bhar
jab wo pahuche hum nazar apni jhukaa kar chal diye
raushani apni umango ki lutaa kar chal diye

wo teri qismat se ban jata hai dushman tera dost
wo teri qismat se ban jata hai dushman tera dost
hum yaha har dost ko dushman bana kar chal diye

dekhne aur sunane waalo ko pasand aaye na aaye
dekhne aur sunane waalo ko pasand aaye na aaye
jo kisi dil ki kahaani hum suna kar chal diye
jo kisi dil ki kahaani hum suna kar chal diye
raushani apni umango ki lutaa kar chal diye
Ek Anokha Gham
Singer: Noor Jahan
Music: K. Dutta
Lyricist: Zia Sarhadi
Album: Nadaan(1943)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Nadan/Ek-Anokha-Gham/Hx0NCD0dBXA
Video:
ek anokha gham
ek anokha gham anokhi musibat ho gayi
haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi
jinko dekha tha mujhe unse mohabbat ho gayi
jinko dekha tha mujhe unse mohabbat ho gayi
haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi

shath hai jinke chale jane ka gham to raat din
shath hai jinke chale jane ka gham to raat din
jab se aayi hai jawani ek mushbat ho gayi
jab se aayi hai jawani ek mushbat ho gayi
haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi

pehle vo halat ke angaro pe hum to karte the jiya
pehle vo halat ke angaro pe hum to karte the jiya
ab to jamaana hum pe hasta hai ye haalat ho gayi
ab to jamaana hum pe hasta hai ye haalat ho gayi
haye ek anokha gham anokhi musibat ho gayi